Dil Ye Bekarar Kyun Hai by Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Artist: Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Movie: Players
Language: Hindi
Country: India
Tuning: E A D G B E
Song Key:
Author:
Am F
Kyun raaton ko main ab chayn se
Am F
So na sakoon oo..
Am F
Kyun aata nahin mujhe din mein bhi
Am F
chain o sukoon oo..
Am F
kyun aisa hota hai main khud se hi
Am F
Baatein karoon oo..
Am F
kyun tu jo bole koi sune na
G
Woh main hi sunu
C
Dil ye bekarar kyun hai
Am
Iss pe dhun sawaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumaar kyun hai
G
Tu bataa
C
Tera intezar kyun hai
Am
tujhpe aitbaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumar kyun hai
G
Tu bataa
C Am G
Tu bataa......
C F G
Tu bataa......
Am F
Kyun tujhe dekhe bina aata nahin
Am F
Dil ko sabar oo..
Am F
Kyun tere chehre se hatt ti nahin
Am F
Yeh nazar oo..
Am F
Kyun tujhe paake mujhe rehta hai
Am F
Khone ka darr oo..
Am F
Kyun tere siva saari duniya se
G
Hoon main bekhabar
C
Dil ye bekarar kyun hai
Am
Iss pe dhun sawaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumaar kyun hai
G
Tu bataa
C
Tera intezar kyun hai
Am
tujhpe aitbaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumar kyun hai
G
Tu bataa
C Am G
Tu bataa......
C F G
Tu bataa......
C Dm
Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai
F Em Dm G
Naa jaane kyun tu iss se tha bekhabar
C Dm
Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai
F Em Dm G
Nahin aur kuch pyaar ka hai asar
Am F
Kyun tere jalwo ka chatt ta nahin
Am F
Hai dhuaan oo..
Am F
Kyun chale hawa toh lage ki jaise
Am F
Tune chhuaa oo..
Am F
kyun maangta hai dil tere liye
Am F
Roz duaa oo..
Am F
kyun ho raha jo pehle mujhe
G
Naa hua
C
Dil ye bekarar kyun hai
Am
Iss pe dhun sawaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumaar kyun hai
G
Tu bataa
C
Tera intezar kyun hai
Am
tujhpe aitbaar kyun hai
F
Kyun hai ye khumar kyun hai
G
Tu bataa
C Am G
Tu bataa......
C F G
Tu bataa......